Maa Ka Pyar
MAA KA PYAR
EK gao me ek maa aur ek bete rehte the, jab uska bete paida hua us ma ko apne bacche ko dekhkar k bhot khushi hui wo apne bete ko duniya ki har khushi dena chati thi....usne apne bete ka nam mukesh mishra rakha.....
ek din jb mukesh bahar khel rha tha tb wo khelte khelte gir gya uski ma ye sb dekh rhi thi wo jaldi jaldi daud k aayi aur usne apne bete ko uthate hue kha ki "beta kahi choot to nhi aayi". mukesh ne iska jawab na m diya...
Aise hi jab bhi mukesh ko choot lagti ya wo khelte khelte gir jata uski ma ek hi bat puchti ki "beta kahi choot to nhi aayi".
dheere dheere mukesh bda hota gya aur uski schl ki padhai khatam ho gyi aur usne apne gao ke paas hi ek clg me dakhila le lia.
mukesh kaafi man lga ke padhai krta tha aur class me awwal aata tha....ek din mukesh ko ek ladki ko dekhkar us se sacchi mohabbat ho gyi.....dheere dheere mukesh ne us ladki se baat ki aur us se dosti kar li..us ladki ka naam komal sinha tha.
komal har din mukesh kuch na kuch farmaish karti rehti thi...aise karte karte dono ko ek dusre se sacchi mohabbat ho gyi...
komal ki wajah se mukesh apni ma ka khayal kam rakhne lga tha, ek din komal ne mukesh se pucha ki tm mere liye kya kr sakte ho.
mukesh:- mai tmhare liye kuch bhi kar sakta hu .
komal:- kuch bhi..???
mukesh:- ha kuch bhi.
komal:- kya tm mere liye apni ma ka kaleja la sakte ho..?
mukesh kuch der shant rehne k bd wha s chala gya...
mukesh:- ha la sakta hu
mukesh apne ghr gya aur ek khangar le kr usne apni ma pe waar kia aur uska kaleja nikal ke haath m pakad k daude lga daudte waqt usko thokar lagi aur wo gir gya aur uske hath se kaleja gir gya...
usi waqt us kaleje se awaz aati h "bete kahi tmhe choot to nhi aayi".
moral:- ma se badhkar koi mohabbat nhi h....qki bhagwan har jagah nhi ho sakta isliye usne maa ko banaya hai.
" LOVE YOUR MOTHER "

Comments
Post a Comment